Jane Kab Milengi Baaho Se Baahe Teri Lyrics - Payback | Ashish Om | Vaishali Samant
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jane kab milengi baaho se baahe teri song is from Payback (2010) and it is sung by Ashish Om and Vaishali Samant.It stars Munish Khan, Sara Khan and Gulshan Grover in leading roles. This song is penned by Irfaan Shaikh and composed by Vijay Narayan. It is produced by Sarosh Khan. This song was released on 26 Nov 2010.
Lyrics
jane kab jane kab milegi baho se bahe teri meri
jane kab jane kab milegi raho se raho teri meri
hoga wo pal yahi kahi chhupa is raat me
mil jayega hame abhi jara ehsas me
lamha lamha jiska bhiga apne jajbaat me
jane kab jane kab milegi baho se bahe teri meri
jane kab jane kab milegi raho se raho teri meri
tuhi mere tuhi mere khyalo me
meri raho me hai tuhi, tuhi meri manjilo me
ab hai mere jawab me tu, tuhi tu har sawalo me
tuhi tu har sawalo me
hoga wo kal yahi kahi, dhundhe ham sath me
tu soche to sab kuch tere ab hath me
lamha lamha jiska bhiga apne jajbaat me
jane kab jane kab milegi baho se bahe teri meri
jane kab jane kab milegi raho se raho teri meri
kal tak bhi jise khusiya or wo pal rahat ke
rakh na paye hifajat me ham wahi phool chahat ke
tujhko khoke chain khoya kyo sataye tere saya
kyu sataye tera saya
hogi shab wo yahi kahi chhupi is raat me
karna hasil mujhe tumhe sabhi halat me
lamha lamha jiska bhiga apne jajbaat me
jane kab jane kab milegi baho se bahe teri meri
jane kab jane kab milegi raho se raho teri meri
hoga wo pal yahi kahi chhupa is raat me
mil jaye wo hame abhi jara ehsas me
lamha lamha jiska bhiga apne jajbaat me
jane kab jane kab milegi baho se bahe teri meri
jane kab jane kab milegi raho se raho teri meri