Aaj agar milan ki raat hoti Jaane kya baat hoti Toh kya baat hoti
Sunn te hai jab pyar ho to Diye jal uthte hai Tan mein man mein aur nayan mein Diye jal uthte hain
Aaja piya aaja Aaja piya aaja ho.. Aaja piya aaja tere hi tere hi liye Jalte diye Bitaani tere saaye mein saaye mein Zindaghani bitani tere saaye mein Saaye mein
Kabhi kabhi Kabhi kabhi aise diyon se Lag hai jaati aag bhi Dhule dhule se anchalon pe Lag hai jaate daag bhi Hai veerano mein badal te Dekhe man ke baag bhi
Sapnon mein shringar ho toh Diye jal uthte hain Khwahishon ke aur sharam ke
Diye jal uthte hain
Aaja piya aaja Tere hi, tere hi liye jalte diye Bitaani tere saaye mein, saaye mein Zindaghani bitaani tere saaye mein Saaye mein
Mera nahin Mera nahin hai woh diya Jo jal raha hai mere liye Meri taraf kyun yeh ujaale Aaye hai inko rokiye Yun beghani roshni mein Kab talak koi jiye
Saanson mein jhankar ho to Diye jal uthte hain Jhanjhron mein kanganon mein Diye jal uthte hain
Aaja piya aaja Hmm jalte diye Bitani tere saaye mein, saaye mein Zindghani bitani tere saaye mein Saaye mein
Saaye mein saaye tere Saaye mein tere bitaani zindagani Saaye mein saaye tere Saaye mein tere bitaani zindagani