jahaaN prem kaa paavan diyaraa jale Lyrics - Rameshwari | Prem Kishan | Gayatri | Hemlata
1977
Lyrics
jahaan prem kaa paavan diyaraa jale
jahaan bole bachan tab niir bhare
usii anganaa men usii dvaare pe
biite hamaraa bhii jiivan raam kare
jahaan prem kaa
kaun nadii kii ham hain lahar
kaho aake milaa re kinaaraa
jog likhe bin ham naahii
aisaa milan hamaaraa
kin charanon men naa ghar na pare
jahaan prem kaa
jis kaa naahii apanaa koii
jo kah de use apanaa le
us kii karunaa us kii dayaa kaa
utare na karaj utaare
jiyaa jahaan hai vahii jii mare
jahaan prem kaa
jahaan bole bachan tab niir bhare
usii anganaa men usii dvaare pe
biite hamaraa bhii jiivan raam kare
jahaan prem kaa
kaun nadii kii ham hain lahar
kaho aake milaa re kinaaraa
jog likhe bin ham naahii
aisaa milan hamaaraa
kin charanon men naa ghar na pare
jahaan prem kaa
jis kaa naahii apanaa koii
jo kah de use apanaa le
us kii karunaa us kii dayaa kaa
utare na karaj utaare
jiyaa jahaan hai vahii jii mare
jahaan prem kaa