Jab tum nahin toh song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Modern Theatre. This song was released on 01 Jan 2018.
Jab tum nahi toh chand
Sitare main kya karu
Jab tum nahi toh chand
Sitare main kya karu
Ye phul ye chaman ye
Nazare main kya karu
Jab tum nahi toh chand
Sitare main kya karu


Kal tak hawa mein khel
Rahi thi yaha hansi
Kal tak hawa mein khel
Rahi thi yaha hansi
Charo taraf hai
Chhai huyi laz bekashi
Dil ro raha hai gam mein
Tumhare main kya karu
Ye phul ye chaman ye
Nazare mai kya karu
Jab tum nahi toh chand
Sitare mai kya karu


Tum kya gaye ke jaise
Chaman se gayi bahar
Tum kya gaye ke jaise
Chaman se gayi bahar
Har cheez ko yaha ki
Tumhara hai intezar
Meri traha udas hai
Sare main kya karu
Ye phul ye chaman ye
Nazare main kya karu
Jab tum nahi toh chand
Sitare main kya karu
Ye phul ye chaman ye
Nazare main kya karu.