Jab ladti hai nigahein song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Modern Theatre. This song was released on 01 Jan 2018.
Jab ladti hai nigahein
Dil hota hai deewana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana
Jab ladti hai nigaheine
Dil hota hai deewana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana


Hoti hai pahele isaro mein raate
Aati hai chhup ke milane ki raate
Hoti hai pahele isaro mein raate
Aati hai chhup ke milane ki raate


Apas mein hote
Hai ulfat ke wade
Yahi hai yahi hai
Zindagi bhar ke vade
Apas me hote hai
Ulfat ke wade
Yahi hai yahi hai
Zindagi bhar ke vade
Aaji banta hai yahi se
Mohabbat ka fasana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana
Jab ladti hai nigahe
Dil hota hai deewana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana
Jab ladti hai nigahein
Dil hota hai deewana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana
Jab ladti hai nigahein


Nazar ke isare nazar ki kahani
Kisi ne na samjhi kisi ne na jani
Nazar ke isare nazar ki kahani
Kisi ne na samjhi kisi ne na jani
Ajab khel hai ajab ye tamasha
Isi ek nazar ki hai duniya deewani
Ajab khel hai ajab ye tamasha
Isi ek nazar ki hai duniya deewani
Ye aankho ka takrana
Hai ulfat ka bahana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana
Jab ladti hai nigahein
Dil hota hai deewana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana
Jab ladti hai nigahein
Dil hota hai deewana
Yahi hai zamana ji
Yahi hai wo zamana
Jab ladti hai nigahein.