Jab jab mere paas tu aaye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Guddu Dhanoa, Simran. This song was released on 31 Mar 2006.
Jab jab mere paas tu aaye
Jab jab mere paas tu aaye
Jaane kyaa ho jaaye
Dard na jaane in aankho mein
Mujh pe nasha sa chhaye
Jaane kyaa jaadu sa raama
Dil mein tu hi tu samayaa
Sajana ve sajana ve sajana ve


Chain tere bin aaye mujhe naa
Paake bhi tujhko pyaas bujhe na
O chain tere bin aaye mujhe naa
Paake bhi tujhko pyaas bujhe na
Main kyaa karoon tu hi bata
Aao meri pyaas to bujaao
Saanse ye meri saanso mein teri
Saanse ye meri saanso mein teri
Jaane man ghul jaaye
Dil ghoom jaaye in aankhon mein
Mujhpe nasha sa chhaye
Jaane kyaa jaadu hain raama
Dil mein tuhi tu samaye
Sajana ve sajana ve sajana ve


Tune jagayi mujh mein agan ye
Mom sa pigala jaaye badan ye
Ho tune jagayi mujh mein agan ye
Mom sa pigala jaaye badan ye
Ab na rahein kuch faasala
Chalta rahein ye sil silla
Kaash ye hamaare pal ye milanka
Kaash ye hamaare pal ye milanka
Sadiyon mein dhal jaaye
Doob mein jaaun in aankhon mein
Mujh pe nasha sa chhaye
Jaane kyaa jaadu hain raama
Dil mein tuhi tu samaye
Sajana ve sajana ve sajana ve
Sajana ve sajana ve sajana ve.