Jab chand jawan hoga song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jab chand jawa hoga
Jab chand jawa hoga
Jab chand jawa hoga
Jab chand jawa hoga
Tab chandani raato mein
Jannat ka shama hoga
Jab chand jawa hoga


Chhav mein sitaro ki chhav mein
Chhav mein sitaro ki
Ha phir hongi mulakate
Ho ho kah dengi nigahe phir
Kuch bhuli hui bate
Aayengi jawa raate
Aayengi jawa raate
Aur husn jawa hoga
Aur husn jawa hoga
Jab pyar jawa hoga
Jab pyar jawa hoga


Jab mastiya barsengi
Badi masti fizao se
Jab mastiya barsengi
Badi masti fizao se
Nikhregi jawani bhi
Ha ha nikhregi
Ha ha nikhregi jawani bhi
Ha ha ha
Rangin hawao se
Udte hue hawao se
Udte hue hawao se
Makhmur jaha hoga hoga
Makhmur jaha hoga hoga
Makhmur jaha hoga
Jab chand jawa hoga
Jab chand jawa hoga


Lahrayenge afsane
Jab saj ke taro par
Nachengi tamannaye
Jhum jhum jhum
Nachengi tamannaye
Gulshan ki baharo par
Gulshan ki baharo par
Aur chand ke jarro par
Taro ka guma hoga
Taro ka guma hoga
Ho ho ho jab chand jawa hoga
Jab chand jawa hoga.

More songs from Behram Khan (1946)