Jaan-e-jaana - jab jab teri surat dekhun song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Feroz Khan. This song was released on 09 Sep 1986.
Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana

Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana
Ho jab jab teri surat dekhun
Jab jab teri surat dekhun
Pyar sa dil mein jaage
Ho teri taraf hi dil mujhe kheenche
Kya tu mera laage
Kya tu mera laage
Kaun sa yeh bandhan hai
Yeh kaisa apnapan hai
Kisi ka zor chale na
Yeh kaisi dil ki lagan hai
Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana

Ho jab jab teri surat dekhun
Jab jab teri surat dekhun
Pyar sa dil mein jaage
Ho teri taraf hi dil mujhe kheenche
Kya tu meri laage
Kya tu meri laage
Kaun sa yeh bandhan hai
Yeh kaisa apnapan hai
Kisi ka zor chale na
Yeh kaisi dil ki lagan hai
Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana

Ho pyar nahi koi tan ka sauda
Pyar nahi koi tan ka sauda
Pyar hai man ki pooja
Ho jab se jeevan mein tu aaya
Bhaya nahi koi dooja
Bhaya nahi koi dooja
Meri bhi kya kismat hai
Dil mein teri chaahat hai
Khila hai gul sehra mein
Khuda ko bhi hairat hai
Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana

Dilbar tujhse milte milte
Dilbar tujhse milte milte
Main bhi aurat ban gayi
ho toone mujhe anmol banaya
Main mohabbat ban gayi
Main mohabbat ban gayi
Deewanon ka mausam hai
Ke sholon pe shabnam hai
Mera dil toot na jaaye
Tujhe yeh dil ki kasam hai
Jaan-e-jana o jaan-e-jana

Phool bankar tera chehra
Mere haathon mein khila hai
Milan hai dil se dil ka
Badan se badan mila hai
Teri chaahat ki garmi
Naram saanson ka toofan
Mom ho gaya mera dil
Pighalne laga hai imaan
Jaan-e-jana o jaan-e-jana

Jab jab teri surat dekhun
Pyar sa dil mein jaage
Ho teri taraf hi dil mujhe kheenche
Kya tu mera laage
Kya tu mera laage
Kaun sa yeh bandhan hai
Yeh kaisa apnapan hai
Kisi ka zor chale na
Yeh kaisi dil ki lagan hai
Jaan-e-jaana oh jaan-e-jaana