Jaan nisaar song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pragya Yadav Kapoor, Ronnie Screwvala. This song was released on 07 Dec 2018.
Na maaregi deewangi meri
Na maaregi awaargi meri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Naraazgi teri


Kyun itna huaa hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Naraazgi teri


Jaan ‘nisaar hai Jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai.. mmm...


Duniya zamaane se
Rishte mitaaye hain
Tujhse hi yaari hai humari
Ik baar toh aa


Maine nibhaya hai
Karke dikhaaya hai
Le teri baari
Ik vaari tu bhi pyar nibha


Tu bhi pyaar nibha o yaara
Teri berukhi se hai badi
Umar intezaar ki meri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Naraazagi teri


Kyun itna huaa hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ki maaregi zyada mujhe maut se
Naraazgi teri


Jaan ‘nisaar hai Jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai Jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai.. mmm...