खुलके जीने का Khulke Jeene Ka Lyrics - Dil Bechara | Sushant Singh Rajput | Sanjana Sanghi | Swastika Mukherjee | Arijit Singh | Shashaa Tirupati
in Movies
Watch the Video
Song Information
खुलके जीने का khulke jeene ka song is from Dil Bechara and it is sung by Arijit Singh and Shashaa Tirupati. Record label of this song is Sony Music India.It stars Sushant Singh Rajput, Swastika Mukherjee and Sanjana Sanghi in leading roles. This song is penned by Amitabh Bhattacharya and composed by A.R. Rahman. It is produced by A. R. Rahman. This song was released on 29 Nov 2019.
Song : Khulke Jeene Ka
Song Composed, Produced and Arranged : A. R. Rahman
Singer : Arijit Singh, Shashaa Tirupati
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Music Supervisor : Hriday Gattani, Hiral Viradia
Lyrics
Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai
Umar ke saal kitne hai
Ginn ginn ke kya karna
Beet jaye na ginti mein hi varna
Aao film’on ke
Be-adab gaane gaate hai
Heroine hero
Aaj hum tum ban jate hai
Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai
Khushiyan toh rakhi hai pocket mein
Kagaz ke nanhe se packet mein
Inki bijli ki tarah
Kyun bachat kare batao na
Kharch kar daalenge sari aaj hi aao na
Hai mehnge dard bade
Aur muskaan payi humne maut mein
Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai
Umar ke saal kitne hai
Ginn ginn ke kya karna
Beet jaye na ginti mein hi varna
Aao film’on ke
Be-adab gaane gaate hai
Heroine hero
Aaj hum tum bann jate hai
Dil ki hai itni hi nadaani
Chutki mein ho jaye romaani
Yaari aur chahat ke jo
Beech ki maheen sarhad hai
Paar kar jaana dil ki buri aadat hai
Aasani se aa jaye
Do anjaan ankhiyon ki giraft mein
Khulke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Hasske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai
Umar ke saal kitne hai
Ginn ginn ke kya karna
Beet jaye na ginti mein hi varna
Aao film’on ke
Be-adab gaane gaate hai
Heroine hero
Aaj hum tum bann jaate hai
Khul ke jeene ka
Tareeka tumhein sikhate hai
Haske dekho na
Lateefa tumhein sunate hai.