Itna sannata kyun hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rohit Shetty. This song was released on 20 Oct 2017.
Fursate jo hai abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhal do hawaaon mein
Khwaishein jo hai dabi


Fursate jo hai abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhal do hawaaon mein
Khwaishein jo hai dabi


Naache gaaye chillaye
Hum saath mein
Keh rahi hai ye khamoshiyan


Itna sannata kyun hai..
Itna sannata kyun hai..
Haan kyun hai..haan kyun hai
Itna sannata kyun hai..


Shor bhi jaruri hai
Shararatein bhi hai lazami
Hungamein na kiye toh phir
Zindagi yeh kis kaam ki


Goonje zoro se apni ye dhadkane
Yahi kehta hai dil yeh mera


Itna sannata kyun hai..
Itna sannata kyun hai..
Haan kyun hai..haan kyun hai


Fursate jo hai abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhal do hawaaon mein
Khwaishein jo hai dabi


Naache gaaye chillaye
Hum saath mein
Keh rahi hai ye khamoshiyan


Kyun hai..haan kyun hai
Itna sannata kyun hai..
Kyun hai..haan kyun hai
Itna sannata kyun hai..
Haan kyun hai..haan kyun hai
Itna sannata kyun hai..