Iss Tarah Aapko Lyrics - Shishir Parkhie
in Albums
Watch the Video
Song Information
Iss tarah aapko song is from Siyahat: A Journey Through Emotions (2013) and it is sung by Shishir Parkhie.It stars and Shishir Parkhie in leading roles. This song is penned by Koshish and composed by Shishir Parkhie. This song was released on 23 Jun 2013.
Lyrics
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Ke mujhe aaine
Se judda kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Sang pairon mein
Milate rahe mustkil
Sang pairon mein
Milate rahe mustkil
Sang pairon mein
Milate rahe mustkil
Main unhein jod kar
Raasta kar gaya
Main unhein jod kar
Raasta kar gaya
Ke mujhe aaine se
Judda kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Tannjo tohamat ki
Parwaah nahi dosto
Tannjo tohamat ki
Parwaah nahi dosto
Tannjo tohamat ki
Parwaah nahi dosto
Jo suna sun liya
An suna kar diya
Jo suna sun liya
An suna kar diya
Ke mujhe aaine se
Judda kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Meri oakaat itani
Rahi umra bhar
Meri oakaat itani
Rahi umra bhar
Meri oakaat itani
Rahi umra bhar
Har koi haal par
Mashwara kar gaya
Har koi haal par
Mashwara kar gaya
Ke mujhe aaine
Se judda kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Zindagi tujhse
Koi shikayat nahi
Zindagi tujhse
Koi shikayat nahi
Zindagi tujhse
Koi shikayat nahi
Jo milla jab milla
Saamna kar gaya
Jo milla jab milla
Saamna kar gaya
Ke mujhe aaine
Se judda kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Aakhir inssan hain
Koshish farista nahi
Aakhir inssan hain
Koshish farista nahi
Aakhir inssan hain
Koshish farista nahi
Kuchh bhala kar gaya
Kuchh bura kar gaya
Kuchh bhala kar gaya
Kuchh bura kar gaya
Ke mujhe aaine se
Judda kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya
Ke mujhe aaine se
Judda kar gaya
Iss tarah aapko
Aashana kar gaya.