Bachpan ka haseen manzar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Jun 2013.
Bachpan ka haseen manzar
Suhaana yaad aata hain
Musalsal phir wahin kissa
Purana yaad aata hain
Bachpan ka haseen manzar
Suhaana yaad aata hain


Chhupakar maa ke aanchal mein
Har ek ghum ko bhula dena
Chhupakar maa ke aanchal mein
Har ek ghum ko bhula dena
Woh joothe zakham par
Marham lagana yaad aata hain
Woh joothe zakham par
Marham lagana yaad aata hain


Huyi muddat ke kuchh rishatey
Bigad ke phir nahi bante
Huyi muddat ke kuchh rishatey
Bigad ke phir nahi bante
Woh lamho mein khaffa hona
Mana na yaad aata hain
Woh lamho mein khaffa hona
Mana na yaad aata hain


Muhalif se sabhi chehare hain
Apno ke parayo ke
Muhalif se sabhi chehare hain
Apno ke parayo ke
Woh har chehare ko hi
Apna bana na yaad aata hain
Woh har chehare ko hi
Apna bana na yaad aata hain
Musalsal phir wahin kissa
Purana yaad aata hain
Bachpan ka haseen manzar
Suhaana yaad aata hain


Adhure khwab se bojhil si
Raat so nahi paati
Adhure khwab se bojhil si
Raat so nahi paati
Woh har sab khwaab ke bistar
Sajhana yaad aata hain
Woh har sab khwaab ke bistar
Sajhana yaad aata hain


Parstish bhi tizarat hi
Khudaya hain umeedon ki
Parstish bhi tizarat hi
Khudaya hain umeedon ki
Woh misari ki daliko sar
Jhukana yaad aata hain
Woh misari ki daliko sar
Jhukana yaad aata hain


Jahan ke shor mein
Apni sada bhi sun nahi paate
Jahan ke shor mein
Apni sada bhi sun nahi paate
Woh lori ka muqaddasa
Tarana yaad aata hain
Woh lori ka muqaddasa
Tarana yaad aata hain
Musalsal phir wahin kissa
Purana yaad aata hain
Bachpan ka haseen manzar
Suhaana yaad aata hain


Ye chaandi ke ye sone ke
Khilone be murabat sab
Ye chaandi ke ye sone ke
Khilone be murabat sab
Woh mitti ke khilono ka
Khazana yaad aata hain
Woh mitti ke khilono ka
Khazana yaad aata hain


Nigahon mein hain uljhan si
Dilo par khof ke saaye
Nigahon mein hain uljhan si
Dilo par khof ke saaye
Woh befikari mein din apne
Bitana yaad aata hain
Woh befikari mein din apne
Bitana yaad aata hain


Na tum tum ho na hum hum hain
Na phir se woh samma hoga
Na tum tum ho na hum hum hain
Na phir se woh samma hoga
Magar koshish humein
Ghuzra zamana yaad aata hain
Magar koshish humein
Ghuzra zamana yaad aata hain
Musalsal phir wahin kissa
Purana yaad aata hain
Bachpan ka haseen manzar
Suhaana yaad aata hain
Bachpan ka haseen manzar
Suhaana yaad aata hain
Suhaana yaad aata hain
Suhaana yaad aata hain.