Iskadar Uska Aitbaar Lyrics - Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali

2001

Lyrics

Is kadar uska aitbaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya

Uske aane ki aas tut gayi
Uske aane ki aas tut gayi
Maine khud apna intezaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya

Vaasta mera patharo raha
Vaasta mera patharo raha
Rasta jo bhi ikhtiyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya

Kurb ki koi intehaa na rahi
Kurb ki koi intehaa na rahi
Apne zakhmo ka jab shumaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya
Toot kar maine usko pyaar kiya
Is kadar uska aitbaar kiya.