Ishqyaun dhiskyaun song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 08 Oct 2013.
Dil ki ye goli chali

Naino ki bandook se

Bomb bhi girenge ab

Pyar ki sandook se (x2)

Ishq ye tera mera

Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun..

Yahaan Ishqyaun, Re wahaan dhishkyaun

Yahaan Ishqyaun, Re wahaan dhishkyaun

Kamar dhaal hai

Nain kamaan hai

Teer si naak teri

Bhaale si zubaan hai (x2)

Ho ya to nazrein ladaaun

Ya main khud mar jaaun

Ya to nazrein ladaaun

Ya main khud mar jaaun

Ishq ye tera mera

Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun, re wahaan dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun, re wahaan dhishqyaun

Ladaaku vimaan hai

Par tu meri jaan hai

Bistar ye tera mera

Arey jung ka maidaan hai (x2)

Jo tu trigger dabaye

To main chumme chalaaun (x2)

Ishq ye tera mera

Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun

Dil ki ye goli chali

Naino ki bandook se

Bomb bhi girenge ab

Pyar ki sandook se (x2)

Ishq ye tera mera

Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun (x2)