Duaa Mein Yaad Rakhhna Lyrics - Aditya Narayan
2021 Himesh Reshammiya Melodies
About this song
- Song: Duaa Mein Yaad Rakhhna
- Music & Lyrics By : Himesh Reshammiya
- Singer: Aditya Narayan
- Music Programmer’s: Suhas Parab, Subhash Parab, Priyesh Vakil & Barzin Contractor.
- Mixed and Mastered: Salman Shaikh at HR Musik Studio
- Assistant Mixing Engineer: Anudutt Shamain
- Acoustic Guitar: Ronny Satamkar
- Blessings : Vipin Reshammiya & Madhu Reshammiya
- Produced By: Himesh Reshammiya Melodies
- Featuring: Aditya Narayan
- Project Consultant: Jitendra Patel
- Finance Consultant: Chintan Patel
- Consulting Producer: M.P. Singh
- Editor: Rishabh Gupta
- Executive Producer: Rajendra Bhikaji Toraskar
- Finance & Account Manager: Rahul Sheth & Prakash Serrao
- In house Marketing: Ravi Desai
- In house A & R: Vishnu Iyer
- PR Team: Communique Film PR
- Legal Advisor: Tapas Dasgupta
- Himesh Reshammiya Staff: Nilesh Dubey, Roshan Sav & Pradeep Kumar Ray
- Make Up: Vijay Dhamne
- Publicity Design: Loki’s Studio -Sachin Maruti Lokhande & Atul Janardan Tarkar
- Production Boys: Omprakash Yadav, Gopendu Patta.
Lyrics
Teri yaadon ke shahare
Jee raha hun kyun ki
Tu hi hain aashiqui
Tu hi hain bandagi
Kabhi socha hi nahi tha
Ke tere bina bhi
Jeeni padegi zindagi
Jee raha hun kyun ki
Tu hi hain aashiqui
Tu hi hain bandagi
Kabhi socha hi nahi tha
Ke tere bina bhi
Jeeni padegi zindagi
Tum the hamare ab gair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Tum the hamare ab gair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Tum the hamare ab gair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Tum the hamare ab gair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Kya ho gayi meri khata
Tu ho gayi yun bewaffa
Mili mujhe aisi saja jaane kyun
Tu ho gayi yun bewaffa
Mili mujhe aisi saja jaane kyun
Dhokha tune mujhe diya
Phir bhi yaara tera nasha
Dil se nahi utar raha jaane kyun
Phir bhi yaara tera nasha
Dil se nahi utar raha jaane kyun
Maine to ye socha tha
Tum rahoge bas humare
Kya pata tha iss taraha se
Badal jaayenge sitaare
Tum rahoge bas humare
Kya pata tha iss taraha se
Badal jaayenge sitaare
Wo kasme wo waade
Wo saari baatein
Raakh ho jaayengi
Apani mulakaatein
Wo saari baatein
Raakh ho jaayengi
Apani mulakaatein
Raakh ho jaayengi
Apani mulakaatein
Apani mulakaatein
Tum the hamare ab gair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Maine dil ki kalam se
Likh diya tha naam tera
Tujhse hi tha harpal
Chain o aaram mera
Likh diya tha naam tera
Tujhse hi tha harpal
Chain o aaram mera
Tujhse hi tham raha tha
Meri dhadkanon ka laava
Tujhse hi tha humesha
Meri aashiqui ka dava
Meri dhadkanon ka laava
Tujhse hi tha humesha
Meri aashiqui ka dava
Tujhse hi tha humesha
Meri aashiqui ka dava
Meri aashiqui ka dava
Tum the hamare ab gair ho gaye
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Saare jazbaat zubair ho gaye
Lekin tum hume bhul na jaana
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna.
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna
Duaa mein yaad rakhhna.