Ishq Majboor Hai Lyrics - Talat Aziz

1981

Lyrics

Ishq majboor hai
Bhige huye daaman ki tarah
Ishq majboor hai
Bhige huye daaman ki tarah
Aaj roye na kahin
Phir koi saawan ki tarah
Ishq majboor

Apne chehare ke
Khadokhal dikhaun kisko
Apne chehare ke
Khadokhal dikhaun kisko
Dekhane wale hain
Tute huye darpan ki tarah
Dekhane wale hain
Tute huye darpan ki tarah
Aaj roye na kahin
Phir koi saawan ki tarah
Ishq majboor

Har kadam par
Yahan zanjeer hain danai ki
Har kadam par
Yahan zanjeer hain danai ki
Zindagi koto mili thi
Humein bachpan ki tarah
Zindagi koto mili thi
Humein bachpan ki tarah
Aaj roye na kahin
Phir koi saawan ki tarah
Ishq majboor

Dil ko viraana bana kar
Jo gaya hain anjum
Dil ko viraana bana kar
Jo gaya hain anjum
Ek din yaad karenge humein
Ghulshan ki tarah
Ek din yaad karenge humein
Ghulshan ki tarah
Aaj roye na kahin
Phir koi saawan ki tarah
Ishq majboor hai
Bhige huye daaman ki tarah
Ishq majboor.