Insaan tu insaan hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Insaan tu insaan hai
Insaan tu insaan hai
Insaan ban insaan ban
Is mein hi teri shan hai
Insaan ban insaan ban insaan tu


Tujhko milna hai parbhu se
Tujhko milna hai parbhu se
Pehle mil insaan se insaan se
Puju manav dharam ko upkar se
Balidan se balidan se
Yeh hi sachcha ghyan hai
Yeh hi sachcha ghyan hai
Insaan tu insaan hai
Insaan ban insaan ban
Is mein hi teri shan hai
Insaan ban insaan ban insaan tu


Khushiyo ka pyala akele
Khushiyo ka pyala akele
Tu kabhi pina nahi pina nahi
Aisi khud garji ka jina
Aisi khud garji ka jina
To koi jina nahi jina nahi
Yeh jivan ka apman hai
Yeh jivan ka apman hai
Insaan tu insaan hai
Insaan ban insaan ban
Is mein hi teri shan hai
Insaan ban insaan ban insaan tu


Chhod de majhab ke jhagde
Chhod de majhab ke jhagde
Sabka sathi ek hai
Sabka sathi ek hai
Mushkil raste hai
Lekin sabki manzil ek hai
Sabki manzil ek hai
Kyu bana hewan hai
Kyu bana hewan hai
Insaan tu insaan hai
Insaan ban insaan ban
Is mein hi teri shan hai
Insaan ban insaan ban
Insaan tu insaan tu
Insaan tu insaan tu.