Ho maane ya koi maane na Yahaa apni bhi thodi ada Thoda andaaz hai Aise hai chahe waise hai Arrey jo bhi hai Jaise hai khud pe humein naaz hai
Jaane na humko yeh zamaana Chaho toh humko aazmana Yaar baaz hum jaan saaz Hum ishq baaz dilwaale
Kehte hain humko pyar se India wale Choo lete dil ke taar se India waale Har jeet cheen le haar se India waale Dushman ke chak ke chuda de Hum India waale Dushman ke chak ke chuda de Hum India waale
Yun toh seedhe bade Kabhi chahe toh haathon se Leke lakeerein chura Ho.. hum ko parwaah nahi Jo bhi kehta hai kehne de Jag ye bhala ya bura Jaisi bhi ye marzi ho hamari Karte hai aisi hoshi yaari Par dil se yaar jo le pukar
Toh jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se India wale Choo lete dil ke taar se India waale Har jeet cheen le haar se India waale Dushman ke chak ke chuda de Hum India waale Ungli pe sabko nachaa de Hum Indiawaale
Aankhon ki, aankhon ki chaabi se Thoda betaabi se Chup ke se khole dilo ke taale Jaan dete, usko jahan dethe Apna imaan dethe Jiski bhi baahein gale mein daale
Dhuniya se humko kya le jaana Yaaron ke dil mein ho thikana Humein ek baar hota hai pyaar Ye laakh baar keh laade
Kehte hain humko pyaar se India waale Choo lete dil ke taar se Indiawaale Har jeet cheen le haar se India waale Dushman ke chak ke chhuda de Hum Indiawaale Dushman ke chak ke chuda de, chuda de Ungli pe sabko nachaa dein Dushman ke chak ke chhuda de Hum Indiawaale