idhar aa rahe hain vo nazaren jhukaa ke Lyrics - Saigal | non-film | Jothika Roy

2018

Lyrics

idhar aa rahe hain vo nazaren jhukaa ke
wafaa laa rahii hai jafaa ko manaa ke
ko_ii ab nazar men thahartaa nahiin hai
ye kyaa kar diyaa tuu ne nazaren milaa ke
muhabbat kii duniyaa basaane chalen hain
muhabbat pe ham apanii duniyaa lutaa ke