Humsafar Chahiye Lyrics - Inteha | Vidya Malvade | Ashmit Patel | Nauheed Cyrusi | Alka Yagnik | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Humsafar chahiye song is from Inteha (2003) and it is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan.It stars Vidya Malvade, Ashmit Patel and Nauheed Cyrusi in leading roles. This song is penned by Rahat Indori and composed by Anu Malik. It is produced by Mukesh Bhatt, Kumkum Saigal. This song was released on 24 Oct 2003.
Lyrics
Hamsafar chaahiye umr bhar chaahiye
Hamsafar chaahiye umr bhar chaahiye
Hamsafar chaahiye, umr bhar chaahiye
Hamsafar chaahiye, umr bhar chaahiye
Aapke pyaar ki ik nazar chaahiye
Aapke pyaar ki ik nazar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Bas yun hi dekh kar muskuraati raho
Hey hey ey hey
Bas yun hi dekh kar muskuraati raho
Bas yun hi dekh kar muskuraati raho
Ye sahaaraa mujhe umr bhar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Hamsafar chaahiye umr bhar chaahiye
Aapke pyaar ki ik nazar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Bas yun hi dekh kar muskuraate raho
O o o
Bas yun hi dekh kar muskuraate raho
Bas yun hi dekh kar muskuraate raho
Ye sahaaraa mujhe umr bhar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Hamsafar chaahiye umr bhar chaahiye
Tum ho mere sanam tum ho mere khudaa
Tum ho sab se alag tum ho sab se judaa
Sochtaa hoon tumhein doon main saughaat kyaa
Dil to dete hain sab dil ki auqaat kyaa
Sochtaa hoon tumhein doon main saughaat kyaa
Dil to dete hain sab dil ki auqaat kyaa
Jaan haazir hai meri agar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Hamsafar chaahiye umr bhar chaahiye
Main akeli rahi to bikhar jaaoongi
Aasraa tum na doge to mar jaaoongi
Ye na samjho ke hai do qadam kaa safar
Ye safar to hai laakhon janam kaa safar
Ye na samjho ke hai do qadam kaa safar
Ye safar to hai laakhon janam kaa safar
Is safar mein koi hamsafar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Aapke pyaar ki ik nazar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Bas yun hi dekh kar muskuraati raho
Bas yun hi dekh kar muskuraati raho
Ye sahaaraa mujhe umr bhar chaahiye
Mere malik duaa me asar chaahiye
Dil hai beghar ise ek ghar chaahiye
Is safar mein koi hamsafar chaahiye
Hamsafar chaahiye umr bhar chaahiye
Hamsafar chaahiye umr bhar chaahiye.