Humko bhi mana hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramkumar Bohra. This song was released on 01 Jan 2018.
Hamko bhi marna hai
Tumko bhi marna hai
Hamko bhi marna hai
Tumko bhi marna hai
Marne se darna kya
Ho jine ki bate kar
Hamko bhi marna hai
Tumko bhi marna hai


Dunia ke gulshan mein
Kate hazaro hai
Dunia ke gulshan mein
Kate hazaro hai
Kato se bachta ja
Kaliyo se daman bhar
Hamko bhi marna hai
Tumko bhi marna hai


Chahat ki raho mein
Mana ki khatra hai
Chahat ki raho mein
Mana ki khatra hai
Phir bhi tu chalta ja
Mere isharo par
Hamko bhi marna hai
Tumko bhi marna hai


Maujo mein rahne de
Kashti jawani ki
Maujo mein rahne de
Kashti jawani ki
Aata nahi hamko
Marna kinaro par
Aata nahi hamko
Marna kinaro par
Hamko bhi marna hai
Tumko bhi marna hai
Marne se darna kya
Ho jine ki baate kar
Hamko bhi marna hai
Tumko bhi marna hai.