Hum unko dekhte hain song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bimal Roy. This song was released on 17 Jun 1964.
Aaa aaa aaa
Aa aa aa
Aayi hai eid
Guncha-e-dil hai khilaa huaa
Aankhon mein hai bahaar ka
Naqsha khinchaa huaa
Aaa aaa aaaa
Aaj un ki har adaa hai
Hamaari nigaah mein
Nazron ke saamne
Woh nahin hain to kyaa huaa
Ham un ko dekhte hain
Haan aaaa aaaaa aaa
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair


Allah re yeh mehfil-e-jaanaan ki dilkashi
Arrey wallah yeh dilkashi
Aaaa aaaaaaaa
Allah re yeh mehfil-e-jaanaan ki dilkashi
Aji haan haan yeh dilkashi
Aji haan haan yeh dilkashi aaa aaaa
Laayi hai rang
Yun bhi muhobbat kabhi kabhi aaa aaaa
Laayi hai rang yun bhi
Muhobbat kabhi kabhi
Muhobbat kabhi kabhi
Ham tak woh aa gaye hain
Iraada kiye baghair


Iraada kiye baghair
Un mein koyi baat hai to
Ham bhi un se kam nahin
Yeh hamaare jazba-e-dil
Ki kashish to dekhiye
Ham tak woh aa gaye hain
Iraada kiye baghair ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair


Aaa aaaa aaaaaaa
Aaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa
Milti hai aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Dar-e-husn par hayaat
Aaaaaaa aaaaa
Milti hai aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Aaaaaaa aaaaa
Milti hain aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Dar-e-husn par hayaat


Aaaaaaa aaaaa
Milti hain aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Dar-e-husn par hayaat
Laazim hain yeh ke
Sar bhi jhuke dil ke saathh saathh
Dil ke saathh saathh aaa aaaa
Dil ke saathh saathh
Banti nahin hai ishq mein
Sajdaa kiye baghair
I sajdaa kiye baghair


Har saans mein hai
Un ki muhobbat basi huyi
Muhobbat basi huyi
Aaa aaaaa
Har saans mein hai
Un ki muhobbat basi huyi
Muhobbat basi huyi
Muhobbat basi huyi aaa aaa
Yeh zindagi unhi ki
Badaulat hai zindagi oo oooo
Yeh zindagi unhi ki
Badaulat hai zindagi
Badaulat hai zindagi
Jeeta hai kaun un ki
Tamanna kiye baghair
Tamanna kiye baghair
Ham ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Ham ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair.