Hum hain mast maula song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dhirajlal Shah, Hasmukh Shah, Pravin Shah. This song was released on 20 Feb 2004.
Ham hain masta maula
Ham hain masta maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah


Ham hain masta maula
Ham hain masta maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah
Jare ja mohbbat
Teri kya hakikat
Kab kya rang
Dikhaye kisko kya pata
Ek najar idhar bhi
Dekh yar pyar kar
Dil diya hain tujhko
Maine aitbar kar


Arey yar tony ek sher
Yaad aaya sunau chal suna
Aap ki nigah ne kaha
Toh kuchh jarur hain
Mera dil machal gaya
Toh mera kya kasur hain
Wah wah kya bat hain
Arey goli kyo goli
De raha hain yar
Yeh toh kisi picture ka
Gana hain mere dost
Too original sun aa
Mera original suna


Maikashi pe iss kadar
Kyo aapko garur hain
Hamko dekhiye hajur
Bin piye sarur hain
Hay kya bat hain kya
Bat hain mar gaya


Aap ki nigah ka
Asar hain yeh
Yake maikashi ka
Yeh khumar hain
Aap ki nigah ka
Asar hain yeh
Yake maikashi ka
Yeh khumar hain
Hamko aaisa lag
Raha hain jane kyo
Ke aapko bhi hamse
Bahut pyar hain
Hamne bat aaj
Tumse kehni thi yahi
Kabse dhundte the
Magar tum mile nahi
Ham hain mast maula
Ham hain mast maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah


Aye sun ek naya sher
Sun aa sharab ke upar hain
Acha suna re mera apna hain
Kabhi maikhane tak jate
Hain aur kam hi pite hain
Ghata julfo ki cha jaye
Toh bemausam bhi pite hain
Arey abhi toh wah bol
Arey phir se goli
De raha hain yar
Yeh toh pankaj
Udhas ki ghajal hain
Arey yar har bar
Pakad leta hain too
Chal too mera sun ekdum
Original hain ekdum suna
Jo anthi ke adde par jate
Hain woh kam kyo pite hain
Yeh kaise bewde hain
Jo peg gin gin ke pite hain


Aapke bina na ji sakenge
Ham bat yahi sach hain man lijiye
Aapke bina na ji sakenge
Ham bat yahi sach hain man lijiye
Bebasi hamari jan lijiye
Usake bad chahe jan lijiye
Kaisi bebasi hain aapko
Hain kaisa gam
Ham bhi aapke hain
Dil bhi aapka sanam
Ham hain masta maula
Ham hain masta maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah
Ja re ja mohbbat
Teri kya hakikat
Kab kya rang dikhaye
Kisko kya pata
Ek najar idhar bhi
Dekh yar pyar kar
Dil diya hain tujhko
Maine aeitbar kar.