Hona tha pyaar song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shoman Productions. This song was released on 31 Aug 2011.
Hona tha pyaar, hua mere yaar - 2
Aaye nazar, chehre hazaar
Hona tha pyaar, hua mere yaar
Hona tha pyaar

Tere dil ke shehar mein
Ghar mera ho gaya, ho gaya
Sapna dekha jo tumne
Wo mera ho gaya, ho gaya
Doobe to yun, jaise hon paar
Hona tha pyar, hua mere yaar
Hona tha pyar

Thaame dilon ki baahein
Hum aate saalon mein, saalon mein
Paaye jawaab humne
Tere sawaalon mein, sawaalon mein
Khwaabon ki dor, toote na yaar
Hona tha pyar x 2
Hua mere yaar x 2
Hona tha pyaar
Mere yaar... yaar...
Hona tha pyaar