Hairan hua Maula, maula, ji maula, ji maula, Humein bhi jalwa-gaah-e- naaz tak, Lekar chalo moosa Tumhein ghash aa gaya to Husn-e jaanaan kaun dekhega, Unse milne ko toh kya kahiye, Un se milne ko to kya kahiye jigar, Khud se milne ko zamana chahiye, Is husn pe main, Is husn pe main hairan huwa, Hairaan huwa, hairaan huwa, Hairaan huwa, hairaan huwa, Is husn pe main, Is husn pe main hairan huwa, Hairaan huwa, hairaan huwa Hairaan huwa, hairaan huwa, Tum sar-e -hashr miloge yeh suna hai jab se, Tere diwane ne ik hashr utha rakkha hai, Yeh ghamzah o’ naaz ki fauj-kashi Yeh dilbar teri khaas adaa, yeh dilbar teri khaas adaa, Yeh ghamzah o’ naaz ki fauj-kashi Yeh dilbar teri khaas adaa, yeh dilbar teri khaas adaa, Kya khoob tiri is ulfat mein, kya khoob tiri is ulfat mein, Miskeen se main sultan huwa, Hairaan huwa, hairaan huwa Lakri jal koyela hoye, Koyela jalke raakkh, Main paapan aisi jali Na koyela hoye na raakh, Mansoor ho ya sarmad ho sanam, Ya shams ul-haq tabrezi ho, ya shams ul-haq tabrezi ho,
Mansoor ho ya sarmad ho sanam, Ya shams ul-haq tabrezi ho, ya shams ul-haq tabrezi ho, Is teri gali men aye dilbar, is teri gali men ay dilbar Har ek ka sar qurbaan huwa Hairan hua, hairan hua, Hairaan! Jahain dil peeta ishq da jaam, Sa dil mast o mast mudaam, sa dil mast o mast mudaam Allah haq maujood, sada maujood Jahain dil, o maula Jahain dil, o saaeen Jahain dil peeta ‘ishq da jaam Sa dil mast o mast mudaam Haq maujood, sadaa maujood Maula, haq maujood, sada maujood, Master, god is present everywhere, God is present all the time, Sooli te mansoor chadhayi, An-al-haq kalaam, Maula, an-al-haq kalaam, Jahain dil, o maula, jahain dil O saaeen, jahain dil, o maula Jahain dil peeta ‘ishq da jaam Sa dil mast o mast mudaam, sa dil mast o mast mudaam Jahain dil, o maula, jahain dil, o maula, Jahain dil, o maula Jahain dil peeta ‘ishq da jaam Sa dil mast o mast mudaam, Haq maujood, sadaa maujood Maula haq maujood, sada maujood ‘ali haq maujood, sadaa maujood Haq haq, o haq haq, haq haq, ji maula.