Ho chanda ka toot gaya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ho chanda ka toot gaya ghera
Ho chanda ka toot gaya ghera
Fail rahi jagmag jyoti sagar ki lahro mein
Chalne lagi tuti
Chanda ka tut gaye ghera


Ambar se jharne lagi amrat ki dhara
Ambar se jharne lagi amrat ki dhara
Kirno me dub raha paga ljag sara
Pagal jag sara
Dur kahi
Dur kahi bujhne laga pal mein ek tara
Bahne laga geet mera man ka banjara
Man ka banjara
Galiyan mein sabnam ki ladiya pirota
Jamuna ka tuta gaya dera
Chanda ka tut gaye ghera


Aaj mere angana nach rahi chandani
Aaj mere angana nach rahi chandani
Kan mein kahti hai chalo pi se milan kamini
Pi se milan kamini
Aaj milan ki yamini
Aaj milan ki yamini
Jhil mil taro ke diye rajni sanjog ki


Chanda ka tut gaye ghera
Chanda ka tut gaye ghera
Fail rahi jagmag jyoti sagar ki lahro mein
Chalne lagi tuti
Chanda ka tut gaye ghera.