Himmat Kare Insan Toh Kya Ho Nahi Sakta Vo Konsa Ukda Hai Jo Ho Nahi Sakta Lyrics - Mahendra Kapoor
1961
Lyrics
himmat kare insan to kya ho nahi sakta
wo kaun sa ukdan hai jo waho nahi sakta
tadabir agar chahe to takdir badal jaye
bigde hue halat ki taswir badal jaye
insan hai wahi jo kisi kam aa sake
khud mitke bhi kisi ki jindagi bacha sake
wo kaun sa ukdan hai jo waho nahi sakta
tadabir agar chahe to takdir badal jaye
bigde hue halat ki taswir badal jaye
insan hai wahi jo kisi kam aa sake
khud mitke bhi kisi ki jindagi bacha sake