Hey Upar Wala Kya Maangega Lyrics - Ankush | Nana Patekar | Madan Jain | Arjun Chakraborty | Ashok Khosla | Muralidhar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hey upar wala kya maangega song is from Ankush (1986) and it is sung by Ashok Khosla, Muralidhar, Ghanshyam Vaswani and Shekhar Sawkar.It stars Nana Patekar, Madan Jain and Arjun Chakraborty in leading roles. This song is penned by Abhilash and composed by Kuldeep Singh. It is produced by N. Chandra. This song was released on 01 Jan 1986.
Lyrics
hey ha hey uparwla kya maangega, are humse koi jawab
hey uparwla kya maangega, humse koi jawab
hey bhaari padega kahna sunana, humse are janaab
jawab to hum maangenge, hisab to hum maangenge

mushkil kya hai, teri meri kya apni haalat hai
marna bhi aasan nahi hai, jeena bhi aafat hai
ye sab soche kisko pyare, kab itni fursat hai
ho isko roke toke koi, kis mein ye jurrat hai
are is duniya mein, laake usne ae ha
is duniya mein, laake usne humko kiya kharab
hey uparwla kya maangega, humse koi jawab
hey bhaari padega kahna sunana, humse are janaab
jawab to hum maangenge, hisab to hum maangenge
jawab to hum maangenge, hisab to hum maangenge
ae bekari hai hadse jyada, becharo ki lambi kyun hai kyun
hey bas mein kyun hai bhaktichal mein, bimaro ki lambi kyun hai kyun
ration ki dukan mein kyun hai, murdo ki shamshan mein kyun hai
yaha bhi kyun hai, waha bhi kyun hai
wahi hai rada jaha, bhi kyun hai
lekin ye kyun, kyun hoti hai yaar
kyun se fursat mile to, hum ye kyun tumko batlaye
hey uparwala niche aaye, to usko samjhaye
majburo ko dukh dene se hey ha
majburo ko dukh dene se, milta nahi sawal
hey uparwla kya maangega, humse koi jawab
hey bhaari padega kahna sunana, humse are janaab
jawab to hum maangenge, hisab to hum maangenge
jawab to hum maangenge, hisab to hum maangenge
hum jaisa insaan wo, bankar dharti par to aaye
are apna maafak is duniya mein, jikar to dikhlaye
hey haste haste, aansu pee le roke to muskaye
are daava hai jo din mein, usko taare najar naa aaye
o parde mein rehnewale
o parde mein rehnewale, khul jaaye teri nakaab