Hey satyanarayan swami song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hey satyanarayan swami
Hamre dukh haro
Beda par karo
Beda par karo


Tum ho dev daya ke sagar
Ab udhar karo
Beda par karo
Beda par karo


Ajar amar avichal avinashi
Ghat ghat ke wasi
Parbhu tum ghat ghat ke wasi
Janam janam se tumhre darsh ki
Ankhiya hai pyasi
Parbhu ankhiya hai pyasi
Satya sanatan param barahm hari
Hum par karipa karo
Beda par karo
Beda par karo


Hey satyanarayan swami
Hamre dukh haro
Beda par karo
Beda par karo


Sada nand brahman ke tumhe
Pabhu ji tumne kasht hare
Pabhu ji tumne kasht hare
Lakadhare bhil ke tumne
Karaj pidh chale
Parbhu ji karaj pidh chale
Hai tufan mein jeev naiya
Kar patwar dharo
Beda par karo
Beda par karo


Sabhu arsh ke bandhan kate
Sukh sampati dine
Swami sukh sampati dine
Ulka mukh raja par tumhe
Badi karipa kini
Parbhu ji badi karipa kini
Bure bhale hum tumhare syane
Vinay pe dhyan dharo
Beda par karo
Beda par karo
Bolo satyanarayan dev ki jai
Bolo satyanarayan dev ki jai
Bolo satyanarayan dev ki jai.