Dukh ke din naahi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dukh ke din nahi beete sanwariya
Aa ke lo ab hamri khabariya
Aa ke lo ab hamri khabariya
Dukh ke din nahi beete sanwariya


Ankhiyan mein asuwan ki mala
Ankhiyan mein asuwan ki mala
Dil mein jalat virha ki jwala
Dil mein jalat virha ki jwala
Tare gin gin rain kate mori
Tare gin gin rain kate mori
Chain se soye sari nagariya
Dukh ke din nahi beete sanwariya
Dukh ke din nahi beete


Chanda bin jaise tadpe chakori
Chanda bin jaise tadpe chakori
Tumhare bina soyi halat mori
Tumhare bina soyi halat mori
Pal nahi chain nain nahi nindiya
Pal nahi chain nain nahi nindiya
Tadpu mai jaise jal ki machaliya
Dukh ke din nahi bite sanwariya
Dukh ke din nahi bite


Jabse tum mohe chod sidhare
Jabse tum mohe chod sidhare
Rah taku nit sanjh sakha re
Rah taku nit sanjh sakha re
Kabhu sudh budh lini na hamri
Kabhu sudh budh lini na hamri
Tumhare viyog mein bani mai bawariya
Dukh ke din nahi bite.