Hatho Me Mere Bhi Mehndi Lagao Lyrics - Vijeta Pandit | Sulakshana Pandit

1978

Lyrics

hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao

kyu baithi ho chup hai der kya bolo mera kab hoga byah

pariyo ki nagri me hai mera sasural
saj dhaj ke jaungi mai chalke pawan ke sath

aao mujhe bhi dulhan banao jaldi se jao mera dulha leke aao
kyu baithi ho chup hai der kya bolo mera kab hoga byah
hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao
nachu lahrau are jhum ke mai din rat
dolu sapno me leke sajan apne sath
nachu lahrau are jhum ke mai din rat
dolu sapno me leke sajan apne sath
angana me sahnayi bajao jaldi se jao mera dulha leke aao
kyu baithi ho chup hai der kya bolo mera kab hoga byah
hatho me mere bhi mehandi lagao jaldi se jao mera dulha leke aao
aayega re dekho sundar sa rajkumar
layega jab doli us din ka hame intzar
aayega re dekho sundar sa rajkumar
layega jab doli us din ka hame intzar
mang me meri bhi tare sajao jaldi se jao mera dulha leke aao