Har Rind Ki Sada Hai Lyrics - Khalil Haider

2001

Lyrics

Har rind ki sada hai botal sharaab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki
Har dard ki dawaa hai
Har dard ki dawaa hai botal sharaab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki

Rehti hain ab toh jaana meri bagal mein roz
Rehti hain ab toh jaana meri bagal mein roz
Rehti hain ab toh jaana meri bagal mein roz
Tujhse toh bawafa hain botal sharab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki

Tute huye dilo ko deti hai ye sukoon
Tute huye dilo ko deti hai ye sukoon
Tute huye dilo ko deti hai ye sukoon
Waise bhi khusnuma hai botal sharaab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki

Chhoti si hai magar ye mehfil ki jaan hai
Chhoti si hai magar ye mehfil ki jaan hai
Chhoti si hai magar ye mehfil ki jaan hai
Saadiz yeh cheez kya hai botal sharaab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki
Har dard ki dawaa hai
Har dard ki dawaa hai botal sharaab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki
Har rind ki sada hai botal sharaab ki.