Sun tujhe haal-e-dil song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Khalil Haider. This song was released on 01 Jan 2004.
Kaun is raah se guzarta hain
Dil yunhi intazaar karta hain
Dil toh mera udaas hain naasir
Sheher kyun sayein sayein karta hain


Sun tujhe haal-e-dil suna na hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain
Log kaise hain kya zamana hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain


Kisne rehna hain faanib duniya mein
Kisne rehna hain faanib duniya mein
Jo bhi aaya hain usne jaana hain
Jo bhi aaya hain usne jaana hain
Log kaise hain kya zamana hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain


Raat guzri subho ki aas lagi
Raat guzri subho ki aas lagi
Ek fakat jeene ka bahana hain
Ek fakat jeene ka bahana hain
Log kaise hain kya zamana hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain


Bijaliyon girti ho toh door giro
Bijaliyon girti ho toh door giro
Mera kamjhor aashiyana hain
Mera kamjhor aashiyana hain
Log kaise hain kya zamana hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain


Aakhari saans hain chale aao
Aakhari saans hain chale aao
Hum musafir hain humko jaana hain
Hum musafir hain humko jaana hain
Log kaise hain kya zamana hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain


Gehre hain raaz ishq ke rajhakh
Gehre hain raaz ishq ke rajhakh
Ishq ka kisne bhed jaana hain
Ishq ka kisne bhed jaana hain
Log kaise hain kya zamana hain
Sun tujhe haal-e-dil suna na hain.