Har Fakeer Ki Dua Lyrics - Sakhi Hatim | Chitra | Hiralal | W M Khan | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Har fakeer ki dua song is from Sakhi Hatim (1955) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Chitra, Hiralal, W M Khan, Daljir in leading roles. This song is penned by Kaifi Azmi and composed by A.R. Qureshi. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Har fakeer ki duaa tunhare saath hai
Har fakeer ki duaa tunhare saath hai
Ruke na raho mein kadam
Khuda tumhare saath hai
Ruke na raho mein kadam
Khuda tumhare saath hai
Sabi pe maharban tum
Sabi ke kherva tum
Sabi pe maharban tum
Sabi ke kherva tum
Jaha bhi jaoge tum
Ban ke rhoge badsha tum
Jaha bhi jaoge tum
Ban ke rhoge badsha tum
Sabi ke dard gam ki dava
Tumhare pas hai
Sabi ke dard gam ki dava
Tumhare pas hai
Ruke na raho mein kadam
Khuda tumhare saath hai
Ruke na raho mein kadam
Khuda tumhare saath hai
Luta ke apna takhat taj
Dilo me kar kiya ghar
Luta ke apna takhat taj
Dilo me kar kiya ghar
Lagege motiyo ke dhere
Najar utaoge jidar
Ki rahmato ki jumti gata
Tumhare saath hai
Ki rahmato ki jumti gata
Tumhare saath hai
Ruke na raho me kadam
Khuda tumhare saath hai
Ruke na raho me kadam
Khuda tumhare saath hai
Banegi syam bin ki
Banege ke sab bagadh kam
Banegi syam bin ki
Banege ke sab bagadh kam
Rhega har juba par sada
Tumhara nek naam
Rhega har juba par sada
Tumhara nek naam
Daga hai ger ke liye
Wafa tumhare saath hai
Daga hai ger ke liye
Wafa tumhare saath hai
Ruke na raho mein kadam
Khuda tumhare saath hai
Ruke na raho mein kadam
Khuda tumhare saath hai.