Hamra mukhda chand ka tukda song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S.M. Sagar. This song was released on 03 Aug 1978.
Hamra mukhda chand ka tukda
Hamra mukhda chand ka tukda
Phulan jaise bol dekh ke hamra
Dekh ke hamra husn jawani
Mat ho dawa dol
Kaho ye kaisi kahi
Kaho ye kaisi kahi
Kaisi kahi kaisi kahi
Kaho ye kaisi kahi
Kaho kaho kaho
Kaho ye kaisi kahi


Dekh tumhari mast jawani
Dekh tumhari mast jawani
Ho gaye dawa dol lekin thodi
Lekin thodi tum bhi tasalli
Karna ke anmol
Kaho ye kaisi kahi
Kaisi kahi kaisi kahi
Kaho ye kaisi kahi


Dekho hamse na takrana
Ham hai bake lal
Piye na daru fir bhi
Hamri chal me hai bochal
Dekho hamse na takrana
Ham hai bake lal
Dekho hamse na takrana
Ham hai bake lal
Piye na daru fir bhi
Hamri chal me hai bochal
Kaho ye kaisi kahi
Aaha kaho ye kaisi kahi


Dudh ke jaisa rang hai
Mera hirni jaisi chal
Sun kar meri gazal
Gawaiye bhul gaye sur tal
Dudh ke jaisa rang hai
Mera hirni jaisi chal
Dudh ke jaisa rang hai
Mera hirni jaisi chal
Sun kar meri gazal
Gawaiye bhul gaye sur tal
Ha ha bhul gaye bhul gaye
Bhul gaye sur tal
Bhul gaye sur tal
Kaho ye kaisi kahi
Aaha kaho ye kaisi kahi


Laike latke jhatke
Apni kamar jo hum jhatkaye
Ha ji kamar jo hum jhatkaye
Tum jaisi pachis nahaniya
Jhatko me jhatkaye
Jhatko me jhatkaye
Allah kaise din aaye hai
Allah kaise din aaye hai
Gende nach dikhaye
Are gende nach dikhaye
Aisi ghere dhar kamar me
Bal wal na pad jaye
Haye haye bal wal na pad jaye
Dekho gori hum mardan ki
Izzat pe na jao
Are izzat pe na jao
Apni challedar kamar pe
Itna na itarao
Itna na itarao
Aisi waisi tum ye ta
Tha thaiya na farmao
Man ke apni har yaha se
Wapis ghar ko jao
Wapis ghar ko jao
Are tum tum wapis ghar ko jao
Tum wapis ghar ko jao


Yahi hum to rahenge
Jo marzi hai kahenge
Miya aaye kaha se
Zameen ya aasma se
Wo apni varanshi
Wahi ke hum hai wasi
Mera bheja na khao
Wahi tum laut aao
Nahi hum jane wale
Jale sab jalne wale
Meri tauba ilahi
Hatale ye tabahi
To pahle har mano
Hame ustad jano
Nazar ka war hai ye
Tumhari haar hai ye
Nazar bekar hai ye
Tumhari haar hai ye
Tumhari haar hai ye
Tumhari haar hai ye
Tumhari haar hai ye
Haar hai ye haar hai ye
Haar hai ye haar hai ye
Har hai ye


Yar pate ki bat kahu mai
Yar pate ki bat kahu mai
Chhodo ye takrar pyar me uski
Pyar me uski jeet hai
Jo man le apni har
Kaho ye kaisi kahi
Meri ja khub kahi
Kaho ye kaisi kahi
Meri ja khub kahi
Kaisi kahi khub kahi
Kaisi kahi khub kahi
Kaisi kahi khub kahi.