Hamein Koyi Gum Hai, Tumhe Koyi Gum Hai Lyrics - Bhagam Bhag | Shashikala | Kishore Kumar | Smriti Biswas | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hamein koyi gum hai, tumhe koyi gum hai song is from Bhagam Bhag (1956) and it is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.It stars Shashikala, Kishore Kumar and Smriti Biswas in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by O P Nayyar. It is produced by Shankar A. Palav. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
hame koyi ghum hai tumhe koyi ghum hai
muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai

hame bhayi darr hai
yaha toh ghum ka sath hai, khushi ik jhuthi baat hai

utha najro ko bekhabar, ajab jalwo ki raat hai

pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le
muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai
hame bhayi darr hai
hansi hontho pe kho gayi, jawani hamko ro gayi

balam kyun dur jaye tu, mohabbat me hai jindagi
balam kyun dur jaye tu, mohabbat me hai jindagi
pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le
muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai
hame bhayi darr hai
jara koyi hamko thamna, chhalak jaye ghum ka jam na

ganimat hai yeh raat bhi, hai dil se dil ka saamna
ganimat hai yeh raat bhi, hai dil se dil ka saamna
pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le
muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai
hame bhayi darr hai
kahu kya kaisi der hai, khushi ko dil se bair hai

mohabbat kya hai balma, dilo ka her-pher hai
mohabbat kya hai balma, dilo ka her-pher hai
pehli najar me, dil me jigar me, jalwo ka rang bhar le
muhabbat kar jara nahi dar, kise kal ki khabar hai
hame koyi ghum hai, tumhe koyi ghum hai