Dil diya daulat ko song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shankar A. Palav. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil diya daulat ko ai
Insaan tune kya kiya
Bhul baitha pyaar ko
Nadan tune kya kiya
Aa aa aa aa


Aankhon ko mila
Yaar se aa aa aa aa
Aankhon ko mila
Yaar se pine ka maja le
Aankhon ko mila
Yaar se pine ka maja le


Are mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le


Daulat ki hawas chhod
Kahin pyaar mein kho ja
Aur jalawo ki barsaat
Mein hasti ko dubo ja phir
Are phir jhum ke ha


Phir jhum ke saawan
Ke mahine ka maja le
Phir jhum ke saawan
Ke mahine ka maja le
Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le


Gaafil kabhi paise
Ke tu najdik na jaana
Khanjar hai yeh khanjar
Ko gale se na lagaana
Yeh jindagi do din ki hai
Yeh jindagi do din ki
Hai jine ka maja le
Yeh jindagi do din ki
Hai jine ka maja le


Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le


Daulat se chala pyaas
Bujhaane tu jigar ki
Daulat se chala pyaas
Bujhaane tu jigar ki


Beh ja kahin maujon
Mein kisi mast najar ki
Pyaasa hai toh iss
Mauj se ha aa aa aa aa
Are pyaasa hai toh
Iss mauj se pine ka maja le
Pyaasa hai toh iss
Mauj se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le


Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le
Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le.