ham maze duur se jalawon ke liye jaate hain Lyrics - Ghulam Ali
1990
Lyrics
ham maze duur se jalawon ke liye jaate hain
ye wo pyaale hain jo aankhon se piye jaate hain
tum merii arz-e-tamanna pe kafaa hote ho
in kataa_on pe to in_aam diye jaate hain
fasl-e-gul aayii nasheman se kabaradaar raho
isii mausam men to barabaad kiye jaate hain