ham ko dushman kii nigaahon se na dekhaa kiijiye Lyrics - Saigal | non-film | Chitra Singh (Chitra Dutta)
2018
Lyrics
ham ko dushman kii nigaahon se na dekhaa kiijiye
pyaar hii pyaar hain ham, ham pe bharosaa kiijiye
chand yaadon ke sivaa haath na kuchh aayegaa
is tarah umr-e-guzaraa kaa na piichhaa kiijiye
roshnii auron ke aangan men gavaaraa na sahii
kam se kam apane hii ghar men to ujaalaa kiijiye
kyaa kabar kab vo chale aayenge milane ke liye
roz palkon pe na_ii shammen jalaayaa kiijiye