Hai yeh wohi aasman song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hai yeh wohi aasman
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka  ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka  ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi


Ab yahi kahta hai dil dur kahi ja baso
Dur kahi ja baso
Us jagah jaha koi apna paraya na ho
Apna paraya na ho
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka  ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi


Jinkja mera sath tha chhod gaye rah me
Chhod gaye rah me
Kaise bulahu unhe dard nahi ah me
Dard nahi ah me
Hai yeh wohi aasman or hai wahi jami
Par meri takdir ka  ab wo jamana nahi
Ab wo jamana nahi


Sang the hu mtum wo din lau kaha se bhala
Lau kaha se bhala
Bichade hue fir mile ab to yahi hai dua
Ab to yahi hai dua
Hai yeh wohi aasman.