LyricsTashan

Haathi Raja Haathi Raja Lyrics - Dost | Asrani | Amjad Khan | Vikas Anand | Alka Yagnik

in Movies

Watch the Video

Song Information

Haathi raja haathi raja song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A. Suryanarayana. This song was released on 04 Aug 1989.

Lyrics

Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
Shahar se pyara jungle hain
Jungle mein bhi mangal hain
Insano ke jaal se bach ke nikalo
Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
Haathi raja haathi raja jaldi se chalo


Bandi ye banate hain
Circus mein nachate hain
Bandi ye banate hain
Circus mein nachate hain
Thoda sa khilate hain,
Jyada khud kamate hain
Marne par na chhodenge,
Haddi bech ke kha lenge
Beimano se bach ke chalo
Haathi raja haathi raja jaldi se chalo
Haathi raja haathi raja jaldi se chalo


Hum nachenge gayenge
Milke mauj udayenge
Hum nachenge gayenge
Milke mauj udayenge
Tod tod fal khayenge,
Nadi mein nahayenge
Van mein apna raj hain
Apne sar pe taaj hain
Hum sab hain azad
Yaha nacho uchhalo
Haathi raja haathi
Raja jaldi se chalo
Haathi raja haathi
Raja jaldi se chalo
Shahar se pyara jungle hain
Jungle mein bhi mangal hain
Insano ke jaal se bach ke nikalo.

Related Songs

More songs from Dost (1989)
More songs of Asrani
More songs of Amjad Khan
More songs of Vikas Anand
More songs of Alka Yagnik