Gulshan pe hain bahar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re


Beeta jo bachapan to aayi jawaani
Beeta jo bachapan to aayi jawaani
Uski kahani piya tumko sunaani
Uski kahani piya tumko sunaani
Jiya hai beqaraar baate
To ho do-chaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re


Sakhiyon ne daale hai
Ambava pe jhule
Sakhiyon ne daale hai
Ambava pe jhule
Aise samay mein
Saiya tum hamko bhule
Aise samay mein
Saiya tum hamko bhule
Jeevan ke ye din chaar kyun
Jaane de bekaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re


Aankho mein aa ke
Piya dil mein sama ja
Aankho mein aa ke
Piya dil mein sama ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Chhedege man ke taar gaayenge
Hum malhaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re.