Gori baabul ka gharwa song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shri Jagan Prasad Sharma. This song was released on 01 Jan 2018.
Gori baabul ka gharwaa ab hai bideswaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Gori baabul ka gharwaa ab hai bideshwaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Ho gori chaar deewaari angana atari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Gori chaar deewaari angana atari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Ho gori baabul ka gharwaa


Aayi hai tu bagiyaa mein jaise bahaar aayi re
Aayi hai tu bagiyaa mein jaise bahaar aayi re
Aanchal mein pyaar ankhiyon
Mein sapne hazaar laayi re
Aanchal mein pyaar ankhiyon
Mein sapne hazaar laayi re
Ghadi gehri nadiya ke paar aayi re
Gori baabul ka gharwaa ab hai bideshwaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Ho gori chaar deewaari angna ataari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Ho gori baabul ka gharwaa


Rangon bhari nayi ek duniya basaayegi tu
Rangon bhari nayi ek duniya basaayegi tu
Umeed ka naya ek deewala jalaayegi tu
Umeed ka naya ek deewala jalaayegi tu
Palne mein chanda ko jhulaayegi tu
Gori baabul ka gharwaa ab hai bideswaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Ho gori chaar deewaari angna ataari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Ho gori baabul ka gharwaa.