Ghar tera ghar mera song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Kotadia. This song was released on 25 Apr 2008.
Apna bhi hoga ek basera, apni shame apna sabera
Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja
Apna bhi hoga ek basera, apni shame apna sabera
Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja
Chaahat ki hongi baatein yaar, baahon mein beete raatein yaar
Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja


Hingi mushkilein bhi, hongi manjilein bhi
Hingi mushkilein bhi, hongi manjilein bhi
Pyaar se woh sanam hum milaake kadam, apna sajaaye aashiyaana
Sab kuchh abb hoga tera mera, apni shame apna sabera
Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja
Ho chaahat ki hongi baatein yaar, baahon mein beete raatein yaar
Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, jane ja


Hongi pyaar mein bhi meethi takraare
Hongi pyaar mein bhi meethi takraare
Ruth kar tum sanam chhod jaana na ghar, ho jaau na main deewaana
Hasana rona hai milke yaara, ho apni shame apna sabera
Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, saajana
Chaahat ki hongi baatein yaar, baahon mein beete raatein yaar
Ghar tera ghar mera, khushiyon ka ho dera, janeja.