Ghar Se Nikle The Lyrics - Jagjit Singh

2009

Lyrics

Ghar se nikle the hausala karke
Ghar se nikle the hausala karke
Laut aaye khuda khuda kar ke
Ghar se nikale the hausala kar ke

Dard-e-dil paaoge wafa kar ke
Dard-e-dil paaoge wafa kar ke
Dard-e-dil paaoge wafa kar ke
Hamane dekha hai tajurba kar ke

Zindagi toh kabhi nahi aayi
Zindagi toh kabhi nahi aayi
Zindagi toh kabhi nahi aayi
Maut aayi jara jara karke

Log sunate rahe dimaag ki baat
Log sunate rahe dimaag ki baat
Log sunate rahe dimaag ki baat
Hum chale dil ko rehnuma kar ke

Kisane paaya sukun duniya mein
Kisane paaya sukun duniya mein
Kisane paaya sukun duniya mein
Zindagaani ka saamana kar ke
Ghar se nikale the hausala kar ke
Laut aaye khuda khuda kar ke
Ghar se nikale the hausala kar ke.