Benaam sa ye dard song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2009.
Benaam sa yeh dard
Thehar kyun nahi jaata
Benaam sa yeh dard
Thehar kyun nahi jaata
Jo beet gaya hai
Woh gujar kyun nahi jaata
Benaam sa yeh dard
Thehar kyun nahi jaata


Sab kuchh toh hai
Kya dhundati rehati hai nigaahein
Sab kuchh toh hai,
Kya dhundati rehati hai nigaahein
Kya baat hai main waqt pe
Ghar kyun nahi jaata
Kya baat hai main waqt pe
Ghar kyun nahi jaata
Jo beet gaya hai woh
Gujar kyun nahi jaata


Woh ek hi chehara toh
Nahi saare jahaan mein
Woh ek hi chehara toh
Nahi saare jahaan mein
Jo dur hai, woh dil se
Utar kyun nahi jaata
Jo dur hai, woh dil se
Utar kyun nahi jaata
Jo beet gaya hai
Woh gujar kyun nahi jaata
Benaam sa yeh dard
Thehar kyun nahi jaata
Jo beet gaya hai
Woh gujar kyun nahi jaata.