Gham nahin kar muskura song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sadiq Productions. This song was released on 01 Jan 2018.
Are gham nahi kar muskura
Jine ka le le maja
Nadan ye zindagi
Hai khubsurat bala
Are gham nahi kar muskura
Jine ka le le maja
Nadan ye zindagi
Hai khubsurat bala
Gham nahi kar muskura


Rut ye jawan chhaya sama
Kitna hasin hai ye jahan
Rut ye jawan chhaya sama
Kitna hasin hai ye jahan
Thandi fiza bhigi hawa
Phir aag se dil mein laga
Thandi fiza bhigi hawa
Phir aag se dil me laga
Kab se jale dil ye mera
Gham nahi kar muskura
Jine ka le le maja
Nadan ye zindagi
Hai khubsurat bala
Gham nahi kar muskura


Sab bhul ja ae pyar mein
Hai jeet bhi is haar mein
Sab bhul ja ae pyar mein
Hai jeet bhi is haar mein
Har dil yaha majbur hai
Ye pyar ka dastur hai
Har dil yaha majbur hai
Ye pyar ka dastur hai
Milta hai kya gham ke siwa
Gham nahi kar muskura
Jine ka le le maja
Nadan ye zindagi
Hai khubsurat bala
Gham nahi kar muskura
Jine ka le le maja
Nadan ye zindagi
Hai khubsurat bala
Gham nahi kar muskura.