Gham Ka Sataya Hua Lyrics - Sudhir Pandey | Majid Khan | Zahid Merchant | Nitin Mukesh Chand Mathur

1990

Lyrics

gham ka sataya hua kismat ka mara hua
zindagi ke har khel me hara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
shayad mere hath me jeet ki rekha nahi
jo bhi maine chaha use hote huye dekha nahi
pa saka na mai use jo bhi mujhe pyara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
jane kya kya dil me tha
khab the arman the
kya khabar thi ye tabahi ki meri saman the
rah gaye bhanwar me hum dur ab kinara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
zindagi ke har khel me hara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua