Gham ka khazana tera bhi hai song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Ye nazraana tera bhi hai mera bhi
Ye nazraana tera bhi hai mera bhi


Apne gam ko geet bana kar gaa lena
Apne gam ko geet bana kar gaa lena
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Raag purana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi


Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Dil deewana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi


Shehar mein galiyon galiyon jiska charcha hai
Shehar mein galiyon galiyon jiska charcha hai
Wo afsaana tera bhi hai mera bhi
Wo afsaana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi


Maikhaane kee baat na kar waaiz mujhse
Maikhaane kee baat na kar waaiz mujhse
Aana-jaana tera bhi hai mera bhi
Aana-jaana tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi.